"Aisa to Aadmi Life mein Doich time bhaagta hai. Olympic ka race ho, yaa Police ka case ho. Tum kisliye bhaagta hai bhai?" -Amar Akbar Anthony
"Yeh koylei ki khaan ek azgar hai seth sahaab, jo roz , unginath logon ko nigalkar, usei peeskar, jissm se khoon ka ek-ek katra choosk ar, ek lash ke roop mein ugall deta hai." -Kaala Paththar
"Govardhan seth, Samundar mein tairne waale- kouon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain." -Sharabi
"Sahi baat sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, Aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon." -Trishul
"Jisne pachchees saal se apni Maa ko thoda thoda marte dekha ho, use maut se kya dar." -Trishul
"Jigar ka dard upar se kahin maloom hota hai (?), Jigar ka dard upar se nahin maloom hota hai." -Sharabi
"Muchain hon to Nathulal jaise hon, warna na hon." -Sharabi
"Govardhan seth, Samundar mein tairne waale- kuon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain." -Sharabi
"Sapne bhi samundar ki lahron ki tarah, haqeeqat ki chattanon se takra kar toot jaate hain." -Deewar
"Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahi se shuru hoti hai." -Kaaliya
"Rishte me to hum tumhare baap hote hain, naam hai Shahenshah." -Shahenshah
"Bachpan se hai sar par Allah ka haath, aur Allahrakha hai mere saath; Baazu par hai saathsochiyaasi ka billa, bees number ka beedi peetha hu, kaam karta hu coolie ka aur naam hai Iqbal." -Coolie
"Aaap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai jailer sahab, Kaaliya ki himmat ka faulaad nahi dekha." -Kaaliya
"Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai." -Don
"Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa." -Laawaris
"Tumhara naam kya hai, Basanti?" -Sholay
"Daaru peene se liver kharab ho jaatha hai." -Satte pe Satta
"Eh Caancha, saala bandook bhi dikhata hai aur peeche bhi hattha hai?" -Agneepath
"Lekin woh aayee kyon nahin?" -Naseeb
"Mukhtaar Singh ka naam suna hai?" - Kaalia
"Mai aur meri tanhaai - aksar ye baatein karte hai...." -Silsila
"Mai jo bhi hoon, is wakt tumhare maalik ka maalik hoon bete." -Shakti
"Pain is my destiny and I can't avoid it." -Kaala Patthar
"Mai feke hue paise ko nahi uthatha." -Deewar
"Jo mard hota hai, use dard nahi hota." -Mard
"Ye telephone bhi ajeeb cheez hai- aadmi sochta kuch hai, boltha kuch hai, aur karta kuch hai." -Agneepath
"Zindagi ka tambu teen bambuo pe khada hai." -Sharaabi
"Sooryavansh ek aag hai jisme doston ke liye jitni joyti hai, dushmanon ke liye utni hi juala. Bhoon dalo is kambaqt ko." -Sooryavansham
Post a Comment