1. Adarniya sabhapati mahodaya …atithi vishesh shikshan mantri shri R D
  2. tripati ji ..maanyaniya shikshagan aur mere piyaaare sahpatiyo …aaj
  3. agar I.C.E aasmaan ki bulaaandiyo ko chhu raahaa hai ..to uska
  4. shreya sirrf ek insaan ko jaata hai Shri Veeru sahastra buddhe
  5. ..give him a a big hand ..he is a great guy really you are
  6. Peechle buttis saal se inhone nirantar is college mein balatkar pe
  7. balatkar kiye ………umeed hai aagey bee karte rahege ..hami to
  8. aashcharya hota hai ki ek insaan apne jeevan kaal mein itni balatkar
  9. kaisi kar sakta hai …….…inhone kadi tapaasya se aapne aapko is
  10. kaabil bunaya hai ..waqt ka sahi upyog ghante ka purna istemaal koi
  11. inse seeke ..seeke inse seeke ….
  12. aaj hum sab chaatra yaha hai ..kal desh videsh mein fail jayenge
  13. ..waadaa hai aapse jis desh mein honge waha balatkar karenge I.C.E ka
  14. naam roshan karenge …dika [dikha] denge sabko jo balatkar Karne ki
  15. shamtaa yaha ke chaatro mein hai wo sansaar ke kisi chaatro mein
  16. nahiii ….No other chaatra No other chaatra
  17. Adarniya mantraji namashkar aapne is sansthaan ko wo chees di jiski
  18. hamein sakht zaroorat thi …Stan ..stan hota sabi ke paas hai ..sab
  19. chupa ke rakte hai ..detaa koi nai …aapne apna stan is balatkari
  20. purush ke haat mein diya hai…ab dekiye yeh kaisa iska upyog karta hai
  21. Is swarn awsar par ek shlok yaad aa rahe hai……uthmam dadddad
  22. padam..Madhyam padam thuchchuk thuchchuk….kanistham thudthudiya
  23. padam..sud sudi pran katakammm !!! aaaha